Tuesday, June 14, 2011

Eye seen everything

Dil ki baatain bata deti hai aankhen ,
dharkano ko jaga deti
haiaankhen , woh hum se baat
nahi karte , to na kare , haal
sara unkedil ka suna deti hain
aankhen, gham sada rehta nhi kisi ke saath ,ashk bana kar,,
chalka deti hain aankhen ,
sundar sapne zehan mainbasa
deti hain aankhen , mana ki
neend aati hain aankhon hi
keraste , magar kabhi kabar "neend" uda deti hain
aankhen..

No comments:

Post a Comment